So Gaya Yeh Jahan Lyrics
So gaya yeh jahaan,
So gaya aasmaan,
So gaya yeh jahaan,
So gaya aasmaan,
So gai hai saari manzilein,
Ho saari manzilein,
So gaya hay rasta,
Raat aayi to woh jinke ghar the,
Woh ghar ko gaye, so gaye,
Raat aayi to hum jaise aawara phir nikle,
Raahon mein aur kho gaye,
Raat aayi to woh jinke ghar the,
Woh ghar ko gaye, so gaye,
Raat aayi to hum jaise aawara phir nikle
Raahon mein aur kho gaye..Iss gali, uss gali
Iss nagar, uss nagar..Jaayein bhi to kahaan
Jana chaahein agar..
So gai hai saari manzilein..Ho saari manzilein
So gaya hai rasta..So gaya yeh jahaan,
So gaya aasmaan..So gaya yeh jahaan,
So gaya aasmaan ...2x
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post a Comment